Forum Pakistan - Pakistani Forums
Pakistani forum, where you can discuss freely on all issues from khabrain, muqabaley, cricket, khail, film, dramay, shair shaery, safar, batein, muhabat kay qissay, warzish, sehat, rozee, akhbar, siasat, naukary ghar pyaar dokan aur karobar gupshup.
|
|
|
| Author |
Message |
|
|
Dr Maqsood Hasni
Full PK Member

Joined: 09 Jun 2007 Posts: 124 Location: punjab |
|
| PUNJABI PAR ARBI KAY LISANI ASRAAT |
|
1-Arbi kay hazaroon alfaz Punjabi zoban main apni asal ashkal,
asal aur daisi mafaheem main warad ho gay hain. Maslan
Hamd, na’at, naymat (naymat se niyamat), rahmat, hukam (hukm),
rab, jin, malaek, zahar, batan, aeb, qudrat, sukar (shukr), malik,
khaliq, surat, qehar (qehr), qalam, kitab,
hesaab, noor, arsh, ommat, rasool, makan, hakam, olaad, Aal
2-Bohat se alfaz maenoon ki tabdeli kay sath warad howay hain. Maslan
Abtar, aafat, khasam, majlas, sharaab, khat, fitna, tofeeq ba’maeni rasae, ghareeb
Deen’dar dar kay lahqay kay hawalah se no’muslim kay maenoon main mustamal hai
Asami, ahwal, hoor, baqaya, aafaat, akhbar, waghera Punjabi main wahad estamal hotay hain
3-Bohat se alfaz Punjabi lehjay aur talafaz kay sath estamal main aatay hain. Maslan
Hajar (hazar), ejat (ezzat), khizmat (khidmat), baizzat (bay’ezzat), roja (Roza), niyamat (naymat), sandokh (sandooq), fasaat (fasaad) waghera
4-Aawazain kam ki gae hain. Maslan
Sae (Sahi), bsabra (baysabra), bqola (bayqola), bsharam (baysharam) bsharma waghera
Aawazoon ka tabadal aam se baat hai. Maslan
Maseet (masjad), lajat (lazzat), qarja (qarza), quzrat (qudrat), aamirat (amirat) waghera
1- Muradaf aur mutbadal alfaz bhi aam estamal main aatay hain. Maslan
Lakh (moqadar), nark/ narak/nakh (dozakh), hath da dita (sadqa)
2- Maeni taqreban wohi rahay hain likin ashkaal main tabdeli aae hai. Maslan
Aakhela (aakhri), aakhirvaan, aakhila waghera
3- Alfaz gharay gay hain. Masla
Qazae, qarzae, fotetgi, qesmati, safan safa, mehnatana waghera
4- Masadar takhleeq howay hain. Maslan
Dadlana,ghusalana, qabzana, qabolan waghera
5- Moanas Punjabi sabhao kay tehat takhleeq kiay gay hain. Maslan
Sabni, ghulamni, fitni, qasaen, aaftan (kaftain bhi mostamal hai), zedan, ansafan, ghaflan, ghafli (donoon, moanas aur mozakar kay liay mostamal hai), qarzan/qarjan, faraiban, zalman, qabolan, qaidan, azaban/ajaban, fasadan, qasoran waghera
6-Jama bananay kay liay bhi Punjabi atwar ekhtayar kiay jatay hain. Maslan
Harfaan, amaan, khasaan, amlaan, salamaan, arzaan, lafzaan, mazoraan, akhbaraan, maghroraan waghera
Hakimoon, akhbaroon, quzratoon/qudratoon waghera
Duaein, arzaein, qazaein, hoorain waghera
Khatawaan, duawaan, atawaan, qararaan
Khateyaan, safaeyaan waghera
7-Bay’shamar Arbi estalahaat Punjabi main raej hain. Maslan
Jalaab (joraab), moja (moza), haram, halal, haj, kabah, wajo/wazo, towaaf, sajdah, kitab (morad Quran), ghusal, qabar (qabr), ebadat, baqreed (baqra Eid), jumah, sadqah, khair kharaet, masjad/maseet, fatwa, fatehah, ghons/ghos, nabi, rasool, qiblah waghera
8-Bohat sari Arbi talmihaat Punjabi main raej chali aati hain. Maslan
Mah kanani, aadam, Hawa, koh toor, Yusaf, Mosa, Esa, Zakreya, Yahiya, Suleman, khizar,
yad-e-baiza
Faraon, namrood waghera
Aadam kankoon mana karaya
Esa bin baap jamya
Esmaeel noon ziba karaeyo
Sabar day tun kiray chalaeyo
Yusaf kho poaeyo
9-Punjabi asloob kay hawalah se Arbi ka estamal milta hai. Maslan
Akhbaroon (akhbar se), taqseroon (taqseer se), gheboon (ghaeb se), azaboon (azab se), hazoroon (janab, aap, hazoor waghera se)
10-Sabqoon aur lahqoon ki madad se alfaz bananay ka Punjabi zoban main aam ravaj hai. Maslan
Ahal-e-walaet, zoma’war, qadar’shanas, gher’shara, bay’mehnat, bay’mehnata,
bay’hesaba, Bay’qadra, bay’shukra (na’shukra bhi mostamal hai), bay’surta,
bsurta, bay’olada, pur’taqseer, fitnadoz, ghareeb’nawaz, deen’dar, zarorat’wand,
zarorat’wan, gharaz’wand
11-Khoob’surat marakbaat Punjabi main pharnay sonnay ko miltay hain. Maslan
Peer faqeer, abd khodae, saaf safae, saaf suthra, eshq kamal, wehum khayaal, wehum goman, sabaq namaj, zeda zedi
Allah bhaway, makan munawar, khoof raqeeb, zohad kitab, sawal jawab, shara shareat, oot Mohammad, haj namaj, hosan bazaar, ajiz maskeen, khair khareat, akhbar hakaet, hal haqeqat, hal ahwal, hal chaal, fikar andaishah, hob mohabat, sadqay sajday, wah wa khaliq/khaliqa/rabba, peer moreed, naqad-o-naqdi, pakka yaqeen, sohni surat, taiz taba, saaf zoban, pak hukam
kae haji, hika surat, her surat, asal haqeqat, aakhar noon
dunyan da etbar, rahmat da mehn, ilm da fazal, Aadan da rukh, qudrat da waali, khedmat da ant, qudrat de shiri
kujh khasi kujh aami,
khar na kae, sulah na mun
surat tay khseat, moqadam tay patwari, peer tay moreed
mehnat vich dhehan, rahmat vich saman, haraf vich sofaidi
12-Zarab-ul-emsal main Arbi alfaz ka estamal bara aam hai. Maslan
Taqdeer day agay tadbeer ve naein chalde
Moot noon dhoya zahmat qabool kiti
Nalay haj nalay vanj
Jae rooh tahay fareshtay
Nani khasam kita dotray noon chati
Miaan bivi razi ki karay ga qazi
Tandrusti hazar niyama (niamat) hai
Qarz qayamat bukh niyamat
13- Bay’shamar Arbi alfaz kay sath Punjabi masadar jur kar mohavray tarkeeb pa’ay hain. Maslan
Allah bhawan/bhavna, saday jana/jan, razi rehna, kaam hon/hona, ghulam hon, surat vaikhan/vaikhna, lutaf karan/karma, surat likhan/likhna, esharat hon/karan, aakhair vakhan, qovat lavan/lavna, bismillah karan/karma, qabool karan/karma, qaseday pharan/phana, himat karan/karma, matbal niklan/nikalna (matlab nikalna)
14-Arbi alfaz takya-e-kalam main bhi nazar aatay hain. Maslan
Bismillah ji, Shukar Alhamdollah, masha Allah, subhanalla, in sha Allah, Allah Karim, Allah ta’ala, Allah tobah, tiara koe deen eman ve ay, apnay eman nal kavein, Allah rakhay, Allah bakhshay, Allah Bhanay,
Bismillah da sawab bakhshan, rooh noon pandh na poway, Allah jhoot na balay, Allah da dita sub kujh ay, Allad da mal ay, shukarranay day nafal waghera
14-Es ebarat ko malahza karain Arbi alfaz kay estamal ka az’khud andaza ho ja’ay ga:
“Ustad horan de gal son kay os noon aj hadoon vad ehsas hoya pae Rab day hukam ottay amal karkay ek qoom aazadi de naymat hasal kar sakde ay tay saday ghar day halaat qaivain naein badal sakday. Os noon pakka yaqeen se pae Rab da paigham.”
15-Bohat saray zanana aur mardan naam Arbi alfaz se motalaq hotay hain. Maslan
Ahma (Ahmad Deen), Shida (Abdul Rashid), Gaman (Ghulam Mohammad), fata (fatay Mohammad/Ali), phaja (Fazal Deen), Nora (Noor Mohammad/Deen), Dulla (Abdullah), Soda (Sa’ood/Masood/Maqsood), phira (Faqeer Mohammad/Ali/Hussain), faqeriya (Faqeer Masih/Mohammad), Kamma (Karam Ali), phama (Ghulam Fatima), Noraan (Noor baigam), Rajjo (Raj Fatima/Bibi), Razia baigam, Shidaan (Rasheed Baigam), Hanifaan (hanif Bibi), Shajo (Shanaz Fatima), Jantay (Jannat Bibi),
Karamtay (Karamat bibi), safo (Safora), Najo (Najiya), Shammo Shams Bibi) waghera
SARAKI
1- Sainkaroon Arbi alfaz apni asal ashklal kay sath asal aur daisi mafaheem main Saraeki zoban main dakhal ho gay hain. Maslan
_________________ iushah |
|
| Fri Mar 28, 2008 10:55 pm |
|
 |
|
|
|