Forum Pakistan - Pakistani Forums
Pakistani forum, where you can discuss freely on all issues from khabrain, muqabaley, cricket, khail, film, dramay, shair shaery, safar, batein, muhabat kay qissay, warzish, sehat, rozee, akhbar, siasat, naukary ghar pyaar dokan aur karobar gupshup.
|
|
|
| Author |
Message |
|
|
pakistani
Site Admin


Joined: 11 Feb 2007 Posts: 782
|
|
| Maun Ki Duaa Puri Hui |
|
Maun ki duaa puri hui
aor hamein ghar mil gaya
Maun ki duaa puri hui
Aur hamein itni pyaari dunyaa mein ghar mill gaya
Allah ka ehsaan hae
Hamara Pakistan hae
Ham aan….ham shaan….ham iss ki jaan hein
Ham Pakistan hein
Har ik lamha iss ki khaatir kaam karna hae
Dunya mein ab roshan iss ka naam karna hae
Har ik lamha iss ki khaatir kaam karna hae
Dunya mein ab roshan iss ka naam karna hae
Ham aan….ham shaan….ham iss ki jaan hein
Ham Pakistan hein
Waqt parey to iss ki khaatir har dukh seh lein gey
Jaan laboon par aa jaaey to phir bhi keh dein gey
Waqt parey to iss ki khaatir har dukh seh lein gey
Jaan laboon par aa jaaey to phir bhi keh dein gey
Ham aan….ham shaan….ham iss ki jaan hein
Ham Pakistan hein
Khwaab hae Iqbaal ka aor Qaed ka chamann
Jeevan saara lagaey rakhna iss ki har lagan
Khwaab hae Iqbaal ka aor Qaed ka chamann
Jeevan saara lagaey rakhna iss ki har lagan
Ham aan….ham shaan….ham iss ki jaan hein
Ham Pakistan hein
Maun ki duaa puri hui
Aur hamein itni pyaari dunyaa mein ghar mill gaya
Allah ka ehsaan hae
Hamara Pakistan hae
Ham aan….ham shaan….ham iss ki jaan hein
Ham Pakistan hein
_________________ Regards,
Forum Pakistan
Be proud to be a Pakistani (instead of being a Punjabi, Sindhi, Baloch or Pushtoon) |
|
| Mon Nov 05, 2007 5:00 am |
|
 |
Ayesha
Senior Member Pakistani


Joined: 15 Feb 2007 Posts: 837
|
|
| |
|
Noor Jahan sung this song very well. Today our waten need us. We need to pray for our country.
Mr. Pakistani, You are great.
|
|
| Wed Nov 07, 2007 6:37 am |
|
 |
|
|
|