Forum Pakistan - Pakistani Forums
Pakistani forum to discuss Pakistani Media, Siasat, Politics Talk Shows, Khaber Akhbar, Khel, Cricket, Film, Dramas, Songs, Videos, Shairy, Shayari, Pyar Mohabbat ki Kahani, Tourism, Hotels, Fashion, Property, Naukary Gupshup and more.
|
|
| Author |
Message |
|
|
Dr Maqsood Hasni
Senior Member Pakistani

Joined: 09 Jun 2007 Posts: 831 Location: punjab |
|
| kiya baiti eak bojh hai?! |
|
baiti kabhi bhi kisi door main waldain par bojh nahain rahi. waaldain os say piyar aur shafqat kartay aa'ay hain. assal masla yah tha aur hai kah os ka aata kal gher'mahmfooz samjha jata raha hai. yah surat-e-hal aaj kay door main bhi mojood hai. shaed aatay kal main bhi rahay. yah eak rovaeya/rujhan hai jis kay liay kabhi kuch nahain kaha/kiya giya. es hawala say wase tanazar main mutwatar aur tasalsal say baat cheet hoti rehni chahiay. es mozo par ahbaab say guftagu ki estada ki jati hai.
_________________ iushah |
|
| Mon Oct 01, 2007 10:00 pm |
|
 |
Riya
Forum Family Member


Joined: 05 May 2007 Posts: 10656 Location: Islamabad |
|
| Re: kiya baiti eak bojh hai?! |
|
 |
 |
baiti kabhi bhi kisi door main waldain par bojh nahain rahi. waaldain os say piyar aur shafqat kartay aa'ay hain. assal masla yah tha aur hai kah os ka aata kal gher'mahmfooz samjha jata raha hai. yah surat-e-hal aaj kay door main bhi mojood hai. shaed aatay kal main bhi rahay. yah eak rovaeya/rujhan hai jis kay liay kabhi kuch nahain kaha/kiya giya. es hawala say wase tanazar main mutwatar aur tasalsal say baat cheet hoti rehni chahiay. es mozo par ahbaab say guftagu ki estada ki jati hai. |
Waisay aap ki baat to sahi hai sirf betiyan hee kiu bete bhi walden per bhoaj nahi hotay
olad kaisi bhi ho wo Parents per bhoj nahi hoti hai
aur waisay kiya aap apnay Topic ko clear karien gay kay samajhnay main asani ho sakay ?
|
|
| Thu Oct 04, 2007 2:29 pm |
|
 |
Dr Maqsood Hasni
Senior Member Pakistani

Joined: 09 Jun 2007 Posts: 831 Location: punjab |
|
| kiya baiti eak bojh hai?! |
|
mein kehna yah chahata hoon baitiaan piyari hoti hain haan eak rujhan aur rovaeya zaroor tha aur hai kah woh bojh hoti hain. bitiaan jitni khadmat aur piyar kirti hain baitay kab kartay hain. mujmoein surat to yah hai kah donoon olaad hain aur olaad piyari hoti hai. es ghalt rujhan ko khatanm hona chahiay aur ahbaab ko es mozo par jitna mumkin ho likhna chahiay.
_________________ iushah |
|
| Thu Oct 04, 2007 6:35 pm |
|
 |
Riya
Forum Family Member


Joined: 05 May 2007 Posts: 10656 Location: Islamabad |
|
| Re: kiya baiti eak bojh hai?! |
|
 |
 |
mein kehna yah chahata hoon baitiaan piyari hoti hain haan eak rujhan aur rovaeya zaroor tha aur hai kah woh bojh hoti hain. bitiaan jitni khadmat aur piyar kirti hain baitay kab kartay hain. mujmoein surat to yah hai kah donoon olaad hain aur olaad piyari hoti hai. es ghalt rujhan ko khatanm hona chahiay aur ahbaab ko es mozo par jitna mumkin ho likhna chahiay. |
Yani aap kay kehnay ka matlab hai kay Jo betiyan hoti hain wo Achi hoti hain aur jo Baitay hotay hain wo achay nahi hotay hai
aur Waldeen ko zeada tar Betiyon ko tarjeh deni chahiay aur beton ko nahi ?
m i right MR.?
|
|
| Wed Oct 10, 2007 1:41 pm |
|
 |
Dr Maqsood Hasni
Senior Member Pakistani

Joined: 09 Jun 2007 Posts: 831 Location: punjab |
|
| kiya baiti eak bojh hain?! |
|
meharbani farmatay howay tehreer ko dobara parnay zahmat gowara farma lain, sawaal ka jawaab aap ko mil ja'ay ga.
_________________ iushah |
|
| Wed Oct 10, 2007 2:06 pm |
|
 |
Riya
Forum Family Member


Joined: 05 May 2007 Posts: 10656 Location: Islamabad |
|
| Re: kiya baiti eak bojh hain?! |
|
 |
 |
meharbani farmatay howay tehreer ko dobara parnay zahmat gowara farma lain, sawaal ka jawaab aap ko mil ja'ay ga. |
Shayad lekin i m sorry i can't got ur point
what u want to say ! 
|
|
| Sat Oct 20, 2007 5:52 pm |
|
 |
Dr Maqsood Hasni
Senior Member Pakistani

Joined: 09 Jun 2007 Posts: 831 Location: punjab |
|
| kiya baiti eak bojh hai?! |
|
1-donoon Allah ki mukhlooq hain aur Allah bila tafreeq apni sari mukhlooq ko aziz rakhta hai.
2-mae baap k liay donoon olaad hain.
3-mae baap donoon say barabar ka piyar kartay hain.
4-meri zati aur sonnay main aae ra'ay yah hai kah baitiaan apnay mae baap say zeyada qurbat rakhti hain yahhi nahain piyar bhi zeyada karti hain.
5-khadmat k moaamla main bhi bhar kar hoti hain.
_________________ iushah |
|
| Sun Oct 21, 2007 4:51 pm |
|
 |
|
|
|
|
|
|