Forum Pakistan - Pakistani Forums
Pakistani forum, where you can discuss freely on all issues from khabrain, muqabaley, cricket, khail, film, dramay, shair shaery, safar, batein, muhabat kay qissay, warzish, sehat, rozee, akhbar, siasat, naukary ghar pyaar dokan aur karobar gupshup.
|
|
|
| Author |
Message |
|
|
Dr Maqsood Hasni
Full PK Member

Joined: 09 Jun 2007 Posts: 275 Location: punjab |
|
| kholi ghadari |
|
asolan halaat kay doo taqazay hain:
1-Ghareeb kabhi bomar na paray
2-bimari say kahein behtar ho ga kah mar ja’ay
Ghurbat kisi ghareeb ko bimaar parnay ka haq nahain daiti.
Yah qatan ghalat nahain kah maan baap apnay bachay ko khadmat kay liay nahain kamae kay liay es paisha main latay hain. Agar daktar nay kamae na ki aur maharbani pay meharbani karta raha to waqt aur maal kharach karnay ka kiya faeda.
Rahi gormint to yah lakhoon laga kar hasal hoti hai koe moft main hath nahain aati. Odhar main aae yah tax say hasal ki gae raqam ghareeb logoon par kharch kar di ja’ay to eqtadar main aanay kay liay maal lagny ka kiya hasal?
Ghareeb ko bimar parnay kay shooq say door door rehna chahiay. Yah to amiroon waziroon ki cheez hai. Hamain bimar parnay walay bad’zooq ghariboon kay khalaf aawaz othani chahiay. Oon ka yah iqdam aaj kay halaat aur zarorat say baghawat aur kholi ghadari hai.
_________________ iushah |
|
| Sat Nov 29, 2008 10:07 pm |
|
 |
blue shark
Senior Proud Pakistani


Joined: 16 Nov 2008 Posts: 1064 Location: PESHAWAR |
|
| |
|
hum kia ker saktay hai
_________________ *Make Your Mind Fresh*
(FROM MAHEEN) |
|
| Sat Nov 29, 2008 10:13 pm |
|
 |
Dr Maqsood Hasni
Full PK Member

Joined: 09 Jun 2007 Posts: 275 Location: punjab |
|
| kholi ghadari |
|
sabr shukar aur Allah toba
_________________ iushah |
|
| Sat Nov 29, 2008 10:44 pm |
|
 |
blue shark
Senior Proud Pakistani


Joined: 16 Nov 2008 Posts: 1064 Location: PESHAWAR |
|
| |
|
han
_________________ *Make Your Mind Fresh*
(FROM MAHEEN) |
|
| Sat Nov 29, 2008 11:20 pm |
|
 |
babloo1985
Pak Newbie
Joined: 15 Nov 2007 Posts: 24
|
|
| . |
|
aaho
|
|
| Sat Nov 29, 2008 11:39 pm |
|
 |
Dr Maqsood Hasni
Full PK Member

Joined: 09 Jun 2007 Posts: 275 Location: punjab |
|
| kholi ghadari |
|
aiho
_________________ iushah |
|
| Tue Dec 02, 2008 7:19 am |
|
 |
|
|
|