Forum Pakistan - Pakistani Forums
Pakistani forum, where you can discuss freely on all issues from khabrain, muqabaley, cricket, khail, film, dramay, shair shaery, safar, batein, muhabat kay qissay, warzish, sehat, rozee, akhbar, siasat, naukary ghar pyaar dokan aur karobar gupshup.
|
|
|
| Author |
Message |
|
|
ali
Senior Member Pakistani

Joined: 24 May 2007 Posts: 737 Location: New York |
|
| Kamli wale a'amil mera tarpe hai dil gham bulana |
|
Kamli wale a'amil mera tarpe hai dil gham bulana
Yaa Muhammad main tera dewana
Tu ne arshe muala pei ja kar aur a'azaboun se ummat pacha kar
Saans sukh ka liya saair-e-Jannat kiya - Jawaana
Yaa Muhammad main tera dewana
Tere dar pei main aya sawali chomoun Sabz-Gumbad ki main jali
Main darood paraan seine Jali laga Sakhi Sultana
Yaa Muhammad main tera dewana
Tere dar pei main aya sawali dena khair na moor na khali
Main houn mangta tera tu hai daata mera khair pana
Yaa Muhammad main tera dewana
Tere Ka'abe dei gird chofere lagaye Hajiaan chakkar batehre
Sab tovaaf karan nale nafal paraan bosa laana
Yaa Muhammad main tera dewana
|
|
| Thu Mar 20, 2008 4:04 pm |
|
 |
|
|
|