Forum Pakistan - Pakistani Forums
Pakistani forum, where you can discuss freely on all issues from khabrain, muqabaley, cricket, khail, film, dramay, shair shaery, safar, batein, muhabat kay qissay, warzish, sehat, rozee, akhbar, siasat, naukary ghar pyaar dokan aur karobar gupshup.
|
|
|
| Author |
Message |
|
|
ali
Senior Member Pakistani

Joined: 24 May 2007 Posts: 728 Location: New York |
|
| Kamli walay kay karam ki bat hay |
|
Kamli walay kay karam ki bat hay
warna mujh mangtay ki kia auqat hay
mehr o mah or kehkashan ki roushni
husn-e-Ahmad :sawas; ki yeh sab khirat hay
kalama partay hein teara shajr o hajar
bass khuda kay baad teari zaat hay
shan kay hamil hen saray ambiya
Mearay aaqa :sawas; ki magar kia baat hay !
jab parhi shahid nay naat -e- Mustafa :sawas;
jhoom uthi bazam usskay sath hay
yeh sab mearay, kamli walay kay karam ki baat hay
|
|
| Wed Mar 19, 2008 5:51 pm |
|
 |
|
|
|