Forum Pakistan - Pakistani Forums
Pakistani forum, where you can discuss freely on all issues from khabrain, muqabaley, cricket, khail, film, dramay, shair shaery, safar, batein, muhabat kay qissay, warzish, sehat, rozee, akhbar, siasat, naukary ghar pyaar dokan aur karobar gupshup.
|
|
|
| Author |
Message |
|
|
ali
Senior Member Pakistani

Joined: 24 May 2007 Posts: 727 Location: New York |
|
| Ab To Deedar Deydo Janana |
|
Toray hijr nein kar diya hai deewana,
ab tho deedar deydo janana
lab peh naghmey saja keh ulfath keh,
aauw dar par toray faqeerana
ab tho deedar deydo janana
mey nahi agarchahu teray qabil,
mujh ko Aqa kabhi na tukrana
ab tho deedar deydo janana
dam nikal jaaey agar teri khaatir
meri mayath peh Aap aajana
ab tho deedar deydo janana
Baney pee kar woh Data-o-Khwajah
mujh ko bhi ho atha woh peymana
ab tho deedar deydo janana
Altaf chup chaaap Madinay ko
Unko gham ka suna dey afsana
ab tho deedar deydo janana
janana ab tho deedar deydo janana
janana ha Madani janana,
ab tho deedar deydo janana
Rab Akey meyriya mehboobah
teriya so so naaz utanana
loki Meriya qasma khandey ney
Mey teriya qasma chanawa
Toray hijr nein kar diya hai deewana,
ab tho deedar deydo janana
|
|
| Tue Mar 18, 2008 3:41 pm |
|
 |
|
|
|