Forum Pakistan - Pakistani Forums
Pakistani forum, where you can discuss freely on all issues from khabrain, muqabaley, cricket, khail, film, dramay, shair shaery, safar, batein, muhabat kay qissay, warzish, sehat, rozee, akhbar, siasat, naukary ghar pyaar dokan aur karobar gupshup.
|
|
|
| Author |
Message |
|
|
sarfarazlovesu
Full PK Member


Joined: 28 Feb 2008 Posts: 494
|
|
|
| Mon May 26, 2008 10:27 am |
|
 |
yfarhan78
Pak Newbie
Joined: 10 Jun 2008 Posts: 1
|
|
| We all r sleeping |
|
I think that our souls are dead cause even if they are sleeping then there is a hope alive but no hopes for the dead nation ...
|
|
| Tue Jun 10, 2008 6:29 pm |
|
 |
mukaramsh
Pak Newbie
Joined: 10 Jun 2008 Posts: 4
|
|
| hey |
|
insha'Allah we will win...........
|
|
| Tue Jun 10, 2008 6:33 pm |
|
 |
urfi67
Senior Proud Pakistani

Joined: 25 Apr 2008 Posts: 1206
|
|
| |
|
wellcome 2 forum,,,qurbani kabhi waste nahi hoti
|
|
| Wed Jun 11, 2008 2:24 pm |
|
 |
chshami
Pak Newbie
Joined: 12 Jun 2008 Posts: 4 Location: UK |
|
| I Think |
|
Salam.
i dont know aap mery bary main kia socho gy lekin main jo kuch b likh raha hoon apny dil sy likh raha hoon ho sakta hai k app ko acha na lagy kyion k har kisi ki apni soch hoti hai.
mery khial main hamain india k sath dosti ka hath barana chahiay.
kyion k main mery khial main india sy bary hamary bohot dushman hain.
na sirf hamary balky pori muslim omat k dushman bohot hai.
aap samajh gy hoon gy k mera ishara kis taraf hai hai.
pak_hind par goroon ny hakomat kese ki. ham sab ko apis main lara kar.
abhi kashmir k masly par behroni taqatain hamain india k sath larana chahti hain.
main nehin keh raha k india kashmir k mamly main right hai.
lekin hamain bary dushmanon sy bachny k liay india ki taraf dosti ka hath barana chahiay.
hamary dushman 100 sal aagy ki sochty hain.
ham b apny aapny aap ko on k muqably main karna chahiay.
baqi raha taraqi ka sawal to jab tak hamary mulaq sy corruption khatam nehin hoti hamara kuch nehin ho sakta.
ham corruption ka khud hisa bany howy hain .apny kam nikalwany k liay rishwat our sifarash ka khuly aam istmal karty hain.
goory jo ger mazab ho kar apny asoolon k paband hain our itni taraqi kar rahy hain.
lekin ham muslim ho kar bhi muslim asolon ko nehin aapna rahy .
balky be_hiayi ko apny mulaq main laa kar yeh keh rahy hain k hamara mulaq taraqi kar raha hai.
mujhy likhny ka kuch khas pata nehin. and i dont know yeh right place hai yeh likny k liay. but jo kuch b mian ny likha hai apny dil sy likha hai.
agar aap main sy kisi ko bura lagy to mujhy maaf kar dejiy ga. be_shak Allah maaf karny waloon ko maaf karta hai.
ok
ALLAH HAFIZ
|
|
| Thu Jun 12, 2008 6:40 am |
|
 |
nouman_zeb
Pak Newbie
Joined: 10 Nov 2007 Posts: 5
|
|
| |
|
kasmir is a part of pakistan and will always be.
|
|
| Sat Jul 19, 2008 9:21 am |
|
 |
muunam
Pak Newbie
Joined: 10 Jun 2008 Posts: 10
|
|
| |
|
kashmir is a part of Pakistan that has been invaded by indian scumbags... we will get it back by hook or by crook.
|
|
| Thu Jul 24, 2008 11:58 am |
|
 |
ugwaraich
Senior Proud Pakistani


Joined: 22 May 2007 Posts: 1368
|
|
| Re: I Think |
|
 |
 |
Salam.
i dont know aap mery bary main kia socho gy lekin main jo kuch b likh raha hoon apny dil sy likh raha hoon ho sakta hai k app ko acha na lagy kyion k har kisi ki apni soch hoti hai.
mery khial main hamain india k sath dosti ka hath barana chahiay.
kyion k main mery khial main india sy bary hamary bohot dushman hain.
na sirf hamary balky pori muslim omat k dushman bohot hai.
aap samajh gy hoon gy k mera ishara kis taraf hai hai.
pak_hind par goroon ny hakomat kese ki. ham sab ko apis main lara kar.
abhi kashmir k masly par behroni taqatain hamain india k sath larana chahti hain.
main nehin keh raha k india kashmir k mamly main right hai.
lekin hamain bary dushmanon sy bachny k liay india ki taraf dosti ka hath barana chahiay.
hamary dushman 100 sal aagy ki sochty hain.
ham b apny aapny aap ko on k muqably main karna chahiay.
baqi raha taraqi ka sawal to jab tak hamary mulaq sy corruption khatam nehin hoti hamara kuch nehin ho sakta.
ham corruption ka khud hisa bany howy hain .apny kam nikalwany k liay rishwat our sifarash ka khuly aam istmal karty hain.
goory jo ger mazab ho kar apny asoolon k paband hain our itni taraqi kar rahy hain.
lekin ham muslim ho kar bhi muslim asolon ko nehin aapna rahy .
balky be_hiayi ko apny mulaq main laa kar yeh keh rahy hain k hamara mulaq taraqi kar raha hai.
mujhy likhny ka kuch khas pata nehin. and i dont know yeh right place hai yeh likny k liay. but jo kuch b mian ny likha hai apny dil sy likha hai.
agar aap main sy kisi ko bura lagy to mujhy maaf kar dejiy ga. be_shak Allah maaf karny waloon ko maaf karta hai.
ok
ALLAH HAFIZ |
walaikum assalam,
mujhey nihayat hee afsos kay sath kehna par raha hay kay kuch log aqalmand honay kay bawajood nihayat hee bewaqoofo'n ki tarah sochtay hain. mohtaram shami sahib aap nay shayad Pak-India history ko ghor say naheen parha aur na hee aapko woh waqiaat yaad hain jin main Pakistan nay hamesha pehal kee hay india say dosti ka hath barhanay main per india hamesha peeth peechay chura ghomnp jata hay. Aap uk main reh kay hinduo'n ki psychology samajh naheen paye yeh uss say bhi ziada afsos ki baat hay...
merey khayal main hamain sirf aur sirf, China aur Iran kay sath dosti ka hath barhana chahiye; aur india shayad hamara america say ziada bara dushman hay, tamam indians ki yeh soch hay kay Pakistan should reunite with india; agar aapki bhi yeh soch hay tou tufff hay aisi soch pay....
aur jo behayai ki baat aap kar rahay hain mohtaram yeh sab aapkay dost indian media hee say aati hay Pakistan main. Abhi Pakistani itnay aqal mand nahee hoey kay woh english movies say inspirations lay sakain, tou yeh sab aap jaisay logon ki soch jo india say dost karna chahtay hain aur unkay media main ghulna milna chahtay hain unki wajah say behayai barh rahi hay Pakistan main.
Main tou aapko maaf karta hoon; ALLAH karay kay aapko un sab shaheedo'n ka Pak khoon maaf kar day jo india nay kashmir main shaheed kiye hain.
|
|
| Sun Aug 17, 2008 3:36 pm |
|
 |
|
|
|